Quantcast
Channel: Ganesh Chaturthi Bhajan – Shree Ganesh Chaturthi Bhajan
Viewing all articles
Browse latest Browse all 42

Sidhdhi Vinayak Mangal Data Mangal – Ganesh Chaturthi Bhajan

$
0
0

Sidhdhi Vinayak Mangal Data Mangal – Ganesh Chaturthi Bhajan

 

Om ganpati namo namah
om ganpati namo namah
siddhi vinayak mangal
data mangal kar do kaj
aye he ham sharan tumhari
saran tumari aaj
asht vinayak ganpati
vighn haro he ganpati
karunamay tum ganpati
mangalmay tum ganpati
siddhi vinayak mangal
data mangal kar do kaj
aye he ham sharan tumhari
saran tumari aaj
om ganpati namo namah
om ganpati namo namah

https://www.youtube.com/watch?v=Ps4EuTB1qjA

har shubh kaj me pratham pujy ho
he ganpati tum mangal maiy ho
ham bhakto ke bhagy vidhata
do varadan hame tum data
asht vinayak ganpati
vighn haro he ganpati
karunamay tum ganpati
mangalmay tum ganpati
siddhi vinayak mangal
data mangal kar do kaj
aye he ham sharan tumhari
saran tumari aaj
om ganpati namo namah
om ganpati namo namah

he ganpati tumhari mahima ka
ham kare gungan
charo or he feli aabha
ganpati tum ho mahan
asht vinayak ganpati
vighn haro he ganpati
karunamay tum ganpati
mangalmay tum ganpati
siddhi vinayak mangal
data mangal kar do kaj
aye he ham sharan tumhari
saran tumari aaj
om ganpati namo namah
om ganpati namo namah

bhakt jano ka tum ko
gajanand naman he varamvar
arati gaye bhakt jan or
ho rahi jay jay kar
asht vinayak ganpati
vighn haro he ganpati
karunamay tum ganpati
mangalmay tum ganpati
siddhi vinayak mangal
data mangal kar do kaj
aye he ham sharan tumhari
saran tumari aaj
om ganpati namo namah
om ganpati namo namah
om ganpati namo namah
om ganpati namo namah


Viewing all articles
Browse latest Browse all 42